ALL QUOTES OF HAZRAT ALI ( R.A) IN HERE READ AND THINK ABOUT |
- Apni zubaan ki taizi us "maa" par mat azmao, jisnay tuhhein bolna sikhaya. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Khaliq se mangna ezat ki bat he, agr de to rehmat or na de to hikmat, makhloq se mangna zillat he agr de to ehsan na de to shrmingdgi. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Duniya ek dhalata howa saya hai agr ye tumharay liya baqi b rahy to tum es k liye baqi nahi raho ga. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Agar tum sedhay rastay pe ho aur kisi muskil ka samna nahe ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hy. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Tamam nekyan 3 baton me jama kardi gae hen.
(ii) Khmoshi
(iii) Gugftagu
( HAZRAT ALI ( R.A)
- Tabeyat ki narmi aur sakhawat, insan ko dushmnon k dilon main b mehboob bana deti hai. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Ay ALLAH pak, jab maine tujh se nahi manga tab bhi tu ne mujhe ataa kiya, tou ye kaise mumkin hai k main tujh se mangon or tu ataa na kare. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Zarorat k waqat khuda ko yaad kernay wala dono soorato may khuda ko bool jata hay aik zarorat puri honay pay ya phir zarorat puri na honay pary. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Tumhary nafs ki qeemat janat hay isy janat say kam qeemat pay na bechna. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Koi aaina insan ki itni sachi tasveer nahi paish kar sakta jitni k oski guftagoo paish karti hai. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Jab tumhain khusyan ailnay lagain tou 3 chezon ko na bhoolo, (i) Allah ko. (ii) Uski makhlooq ko. (iii) Apni assliat ko. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Gareeb pr ehsan kro hyun k gareeb hone main waqt nahi legta. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Bura dost koiley ki tarah hota hai, jab garam hota hi to haath jala deta hai aur jab thanda hota hai to haath kaale kar deta hai. ( HAZRAT ALI ( R.A)
- Jis shaks ne apna razz kisi ko bata diya to wo us ka mahtaaj ho gaya. ( HAZRAT ALI ( R.A)
0 comments:
Post a Comment