Quotations of Sheikh Saadi


  • Sheikh Saadi : Es say to khmoshi bater he k dil ki baat khay kar pher es say khaha jaya k ksi say na khana



  • Sheikh Saadi:  Ksi ko achay amal say deli khoshi hazar sajday karnay say bathar hay. 




  • Sheikh Saadi: Jo dukh day usay chord do magar jesay chord do usay duhk na do.




  • Sheikh Saadi: Din ki roshni men risk talash kro raat ko usay talash kro jo risk data he.




  • Sheikh Saadi: Augar tum Allah ki ebadat nhi kar saktay to gunah karna chord do.




  • Sheikh Saadi: Asman per negha zaror rakho magar mat bholo k pano zameen per hi rakhay jatay han.




  • Sheikh Saadi: Badal ka nana qatra tapqa........ jab us nay sumandar ki chorihi dakhi to sharminda ......aur dil men khaha k............sumander k samnay meri kya haseyat he.............. es k hotay huay to men na honay k barbar hon ........jab es ne apnay aap ko haqrat  say dekha to ik sepi nay is ko mon men la lya....... aur dil-o-jan say is ki parwarish ki thoray he dino me ya qatra qemati moti ban gaya......... aur badsha kay taj ki zeenat ban gaya





  • 2 comments:

    1. Great Hikayat
      Sheikh Saadi : Es say to khmoshi bater he k
      dil ki baat khay kar pher es say khaha jaya k
      ksi say na khana.

      Thanks. HIGHFLOWN

      ReplyDelete